WhatsApp QR Codes feature Se Contact Save Kaise Kre

0
702
whatsapp contact save

Whatsapp ne abhi recently kuch naye feature add kiye hai jaise ki animated stickers,dark mode whatsapp web or desktop mein aur group video call mein improvements bhi ki hai.

Whatsapp pe QR code kya hai aur kaise work karta hai ?

whatsapp ne ab contact number ko save karna kafi easy kr dia hai.ab aap kisi nye person se miloge aur unka number save karna chahte ho toh aap bas unka QR code scan karke unhe apni contact list mein save kar sakte ho.

Qr code ko kaise Scan kre ?

whatsapp pe QR code ko scan karne ke tarike maine aapko niche bataye hai ,in ko follow karke aap QR code scan karke contact no ko easily save kar sakte ho.

  •  WhatsApp ko open kre
  • More option par jaye
  • uske baad setting mein jaye
  • aap ko QR icon jo aapke naam ke aage milega us par jaye
  • SCAN code kre
  • Apne phone ko kuch der us QR code ko scan hone de.
  • Add par jaye
Also Read:  चोरी हुआ मोबाइल ढूंढ़ना कितना आसान है? आइए जानते हैं

 WhatsApp camera se Scan Kaise Kre ?

  • Open WhatsApp
  • Tap Camera
  • Hold your device over the QR code to scan
  • Tap ADD

 

Whatsaap jaisa ki aap jante hi honge ki 2 billion log sansar mein use krte hai.

is feature ko announce karte waqt  inka motive tha ki woh users ko simple,acha,private traika pardaan kre logon ko unke doston aur family se baat karne ka .unka maksad hai ki woh aur bhi ache feature apne product mein add kre future mein aur wahtsapp ko most useful messaging app banaye logon ko aapas mein baat karne krne ke liye,aapas mein connected rehne ke liye.

Agar aapko Yeh Article Pasand aaya hai aur aapko is se kuch shikne ko mila hai to aap mujhe Social network jaise ki Youtube , Twitter , Facebook , Instagram , Telegram par Follow kar sakte hai aisi hi nyi jaankari se related article paane ke liye.Aur aap is post ko apne Relatives,Friends ko Share karna na bhule. Dhanywaad aapka din subh ho ????

 

Leave a Reply