
Yeh Tricks bahut kaam ki hai ,ghar mein bache phone chalate hai ,agar aap yeh setting on rakhte hai to aapko bina kisi darr ke apna phone de sakte ho ,is setting ko on karne se galat content internet par search karne par bhi aapke phone mein nahi aayega
is ke liye aap ko google.com open karke search karna hai aur sabse niche wali setting par click karna hai.
Setting mein Search par click kare.

Search setting mein click karne ke baad aapko sabse upper filter explicit results dikhai dega ishe on kr de,aur save kr de.
इसके बाद इसी पेज पर सबसे नीचे save लिखा हुआ दिखाई देगा उस पर क्लिक करके सेटिंग्स save कर लें,

iske baad aapke phone mein koi bhi adult content search karne ke baad bhi dikhayi nahi degi.agar phir bhi dikkat aati hai toh ishi setting mein do not use private results par click karke setting save kr le.
agar aap apne phone mein advertisement se tang hai toh chrome browser mein ja kar aap advertisement ko limit kar sakte hai is se aapko advertisement dikhne kam ho jayenge
sabse pehle chrome setting mein jaye
Phir site setting mein jaye
Phir Ads par click kare
phir ishe off kar de

Aur agar aap yeh dekhna chahte hai ki last kuch dino mein aapne ya kisi ne bhi aapke phone ya laptop ya computer par kya search kia hai to iske liye Welcome to My Activity par click karke dekh sakte hai ismein aapko sara record mil jayega.