
Samsung is year kafi nye gadgets launch kar raha hai. Ab Samsung Galaxy Book Flex 5G Laptop launch karne ka plan kr rahi hai. company shayd ishe October mein Galaxy Z Fold 2 ke saath launch kar sakti hai. Lets go digital ke according samsung ne Galaxy Book Flex 5G ke liye trademark application file kr di hai.iske baad se yeh mana ja raha hai ki Company ishe 5G Variant mein Launch kr sakti hai.
Trademark ko samsung ki jagah ek alag company Abril Abogados ki taraf se file kia gya hai yeh wohi company hai jise 2019 ke july mein Galaxy Ax1 ke liye trademark file kia tha. kai baar trade mar filing mein product ke name galaxy word se start nahi hote.
Lenovo bhi launch kar chuka hai 5G Laptop
Original Galaxy book flex ki baat kre toh ishe october 2019 mein Galaxy Book Ion ke saath launch kia gya tha. yeh duniya ka pehla laptop tha jo QLED Display ke saath aate the. iske baad company ne ishe CES 2020 mein Galaxy Book Alpha series mein dusre models ko bhi launch kia tha.Galaxy book flex dunia ka first 5G laptop nahi hoga is se pehle lenovo qualcomm sanpdragon 8cx processor ke saath lenovo flex 5G laptop launch kar chuka hai.
Also Read: WhatsApp Animated Sticker feature Aise kare use
Agar aapko Yeh Article Pasand aaya hai aur aapko is se kuch shikne ko mila hai to aap mujhe Social network jaise ki Youtube , Twitter , Facebook , Instagram , Telegram par Follow kar sakte hai aisi hi nyi jaankari se related article paane ke liye.Aur aap is post ko apne Relatives,Friends ko Share karna na bhule. Dhanywaad aapka din subh ho ????