
Instagram Reels App, Instagram Feature: Facebook ke photo sharing app instagram ne tiktok ko kadi takkar dete hue apne short video feature ko Reels ke naam se launch kar dia hai.india mein tiktok ban hone ke baad instagram apne users ke liye is nye feature ko le kar aaya hai.
Tiktok ke ban hone ke baad aise kai apps popular ho rahe hai to aise mein instagram ka yeh nya feature bhi logon ko pasand aa sakta hai.is nye instagram reel ke feature ki help se user app par video create kar sakenge ,creative filter or music ko jod sakenge.
Instagram Reels feature tiktok ki tarah hi hai ,is feature ki help se user tiktok ki tarah 15 sec ka video create kar sakengeред is nye instagram feature ke jariye user shoot,filter aur music ko instagram catelog se jod video banakar ushe share kar sakenge.
Brazil,jermany aur france ke baad india 4th country hai jahan instagram ne is feature ki testing start kr di hai.
Instagram Reels: рдРрд╕реЗ рдХрд░ рд╕рдХреЗрдВрдЧреЗ рдЗрд╕реНрддреЗрдорд╛рд▓
instagram Reel option ko┬а Boomerang ki tarah instagram camera mein dusre features ke saath joda gya hai.is feautre ka use karne ke liye sabse pehle user ko instagram camera open karna hoga aur phir 15 second ka short video create karne ke liye reel option par tap karna hoga.
tiktok ki tarah reel bhi user ko kai option dega jaise ki audio from music library,speed,effects aur timer etc. video banane ke baad user instagram user story ke ilava video ko explore section mein share bhi kar sakte hai aisa karne se jo bhi user platform par hoga woh video dekh sakega.
Agar aapko Yeh Article Pasand aaya hai aur aapko is se kuch shikne ko mila hai to aap mujhe Social network jaise ki Youtube , Twitter , Facebook , Instagram , Telegram par Follow kar sakte hai aisi hi nyi jaankari se related article paane ke liye.Aur aap is post ko apne Relatives,Friends ko Share karna na bhule. Dhanywaad aapka din subh ho ????
[…] Instagram Reels Tiktok Jaisa feature Launched, Aise kar sakte hai use […]