Phone Pattern Lock Unlock Kaise Kare

0
361

Kisi bhi mobile ke Pattern Password ko kaise Unlock karte hai

Jo taika main aapko bata raha hu yeh sbse jyada use kia jata hai jab aap pattern password bhul gye ho ya aap ko phone ko unlock karna ho toh.

humhe jaankari na hone ki wajah se hum technician ke pass jate hai aur woh humse iska charge 200 se lekar 500 tak kitna bhi jaisa uske mann mein aaye kar leta hai

Thodi si jaankari hone se hum apne mobile pattern lock ko aasani se tod sakte hai

bus ismein ek cheez ka dhyan rakhna hota hai ki aapka internal memory ka data Erase ho jata hai isliye osch samjh ke is tarike ko use kre

Jo tarika main batane ja raha hu woh hai Hard reset

Aap ko karna kya hai ki sabse pehle apne mobile ko switch off kar le

phir power button or V0lume button ko 10 second tak ek saath dabaye

power button and volume up button-byteshastra

kuch mobile mein yeh setting alag ho sakti hai toh un mobile mein yeh key try kre ।

Also Read:  Blogging से पैसे कमाने के 20 तरीके

1.Home Button+Power Button+ Volume Up key

2.Home Button+Power Button+Volume Down Key

3.Power Button+Volume Up key

4.Power Button+Volume Down Key

agar yeh key aapke liye kaam karti hai toh aapko screen par kuch aisa dikhega

hard reset option-byteshastra

yeh screen aane par samjh jao ki aapk kaam ban gya aap ko volume button se up ya down karna hai aur power button se us option ko select karna hai ,jaise ki  Wipe data/factory reset. ishe power button press kar ke select kr lena hai

ab thodi der baad aapa phone Hard reset ho jayega aur phone bilkul waisa ban jayega jaisa nya aap khird kr laaye the.

Agar aapko Yeh Article Pasand aaya hai aur aapko is se kuch shikne ko mila hai to aap mujhe Social network jaise ki Youtube , Twitter , Facebook , Instagram , Telegram par Follow kar sakte hai aisi hi nyi jaankari se related article paane ke liye.Aur aap is post ko apne Relatives,Friends ko Share karna na bhule. Dhanywaad aapka din subh ho ????

Leave a Reply