
Agar aap ne in dino koi smartphone kharida hai toh chance hai ki aap jo charging kar rahe hai phone ki ya music sun rahe hai woh port C type ho. naya officially USB type- C port aajkal devices mein aa rha hai.
Yeh port reversible version hai old mirco USB design ka,to chalite jante hai ki USB Type-C port kya hai aur yeh hamare kaise kaam ka hai.
USB Type-C connector
Agar history ki baat kre to USB connector 1996 mein USB type-A ki naam se jane jate the jinhe hum laptop ya PC par dekhte the.The mirco-USB port USB 2.0 aaya tha 2000 mein aur bahut se portable Gadgets mein use hota tha jab tak ki USB Type-C nahi aaya tha 2014 mein.
USB Type-A,B,micro and mini sabke internal connections basic same hai bas unke port ki shape alag hoti hai, aur sab 3.0 cable aur port ek extra high speed data lane par kaam karte hai. USB Type-C ki pin triple hoti hai USB 3.0 ki 8 se 24 pin se. USB Type- C pehli reverible design hai jiski pins jyada hoti hai aur compatible bhi hoti hai dusre device se.
jyada pin bada dene se aur USB Type-C ke connector ka size karne se fyada yeh hai ki ek toh yeh kam sapce lete hai jaise ki USB micro-B port jyada space lete the.isliye yeh kam space ki wajah se Smartphone mein kafi use hone lag gye hai.
jaisa ki app upper image men dekh sakte hai,USB Type-C backward compatible hota hai USB 3.0 ke saath or Purane 2.0 cables k saath. aap ko market mein kafi tarah ki cables jaise ki Type-c,Type-A aur Micro B cables milti hai,but USB type-C ke advance feature aap in mein use nahi kar sakte. isliye quick charge speeds samrtphone chargers mein use krne ke liye Type-C cable ki jarurat padti hai.
Type-C ke nye pin layout mein data transfer speed aur power delivery dono ka mix hota hai . Speed ki baat kare toh USB Type-C speed deta hai USB 3.1/Gen2, ke jaise up to 10 Gbit/s data transfers. yeh double hai agar hum compare kre standard USB 3.0 port se jo deta hai 5 Gbit/s or 20x faster normal USB 2.0’s 480 Mbit/s se.
isliye USB Type-C ko use krne se data speed aur power dono tarah ki problem ka solution ho jata hai. isliye Type-C port hi fully USB 3.1 jaisi data speed de sakte hai. kyonki backward compatibility ke liye purane device mein ishe use karne ke liye convertor use krne padte hai jaise ki Type-C to Type-A.
iske saath hi Type-C connector use karte hai Thunderbolt 3 standard. Thunderbolt 3 deta hai higher peak data transfers up to 40 Gbit/s, saath hi support karta hai DisplayPort video transfers over the connector.
Data delivery ke saath hi USB Type-C design kia gya hai power dene ke liye sabhi gadgets ko. yeh connector deliver aur receive karta hai up to 100W of power, jo ki laptop aur smartphone ko charge karne ke liye kafi hai .
By default, USB 2.0 ports deta hai up to 5V, 0.5A of power aur 3.0 portsdeta hai upto 5V, 0.9A. USB Type-C power delivery karta hai jab in dono ports se ek saath, 1.5A and 3.0A ke current ke saath.
saaf saaf kahe to USB Type-C devices faster data transfers aur charge karte hai kafi jyada purane model se.
USB Type-C design kia gya hai different modes and standards ko support karne ke liye aur ishi wajah se one-size-fits- aa jata hai sabhi gadgets mein aajkal, kafi audio aur video mode ko yeh support karta hai ,jaise ki yeh replacement hai 3.5mm headphone jack aur HDMI cable ka.
audio ke liye connector supports karta hai digital audio via the USB Audio Class specification,jo ki version 3.0 latest hai . Analog headsets bhi supported hai over the connector Audio Adapter Accessory Mode ke dawara, jo ki use karte hai port’s SBU and CC pins left, right, aur microphone connections ke dawara With a pass-through connector, aur devices ko charged up karta hai 5V/500mA power se.
Video over the connector kai tarah se work karta hai jaise ki HDMI, superMHL, and DisplayPort standards se. yeh enabled hote hai Alternate Mode se jo frees up the SBU aur high-speed data pins se for use with other standards.HDMI Alt mode use hota hai via a converter cable, enabling up to a 4K resolution, surround sound, and even 3D content playback.
Display Port over USB-C supported karta hai dono USB 2.0, 3.1 aur Thunderbolt speed connectors se jo deta hai up to 4K 60Hz 24-bit HDR playback, a maximum 8K resolution, aur multi-channel audio. Finally, superMHL kaam karta hai USB 2.0 or 3.1 speeds par over Type-C connector, with 4K and 8K resolutions ke saath up to 60fps supported fast setups. Dolby Atmos surround sound bhi ismen kaam karta hai .
bas sare modes ko jarurat hoti hai additional hardware or software support port ke picche , isliye compatibility device check karna jaruri hai.
waise USB Type-C official naam hai USB C ka aur yeh kafi kamyaab technolgy hai data transer ko fast karne aur charging speed ko badane ke liye.
Agar aapko Yeh Article Pasand aaya hai aur aapko is se kuch shikne ko mila hai to aap mujhe Social network jaise ki Youtube , Twitter , Facebook , Instagram , Telegram par Follow kar sakte hai aisi hi nyi jaankari se related article paane ke liye.Aur aap is post ko apne Relatives,Friends ko Share karna na bhule. Dhanywaad aapka din subh ho ????
[…] USB Type-C Kya hai ? Yeh USB 2.0,Micro USB,Mini USB se… […]